Search Hindi SMS

Sample Teachers Day Speech In Hindi | Teachers Day Article

Sample Teachers Day Speech In Hindi | Teachers Day Article In Hindi For School Childrens,Teachers Day Short Speech In Hindi For School Function.

Guru Brahmma Guru Visnu,Guru Dewo Maheshwarah
Guru Sakshaat Para Brhmma,Tashmai Sri Guravey Namha

Main Ish Shikshak Divas Jaisey Vishesh Din Mein Aap Sabka Sawagat Kartha Hun
Ham Har Saal 5 September Ko Shikshakon Ko Vishesh Smmaan Deney K Liye Shikshak Diwas Ka Aayojan Krthe Hein.

Yeh Samaj 1 Badey Pariwar Jaisey Hain, Ish Pariwar Mein Kai Dharma Aur Kayi Jaat-Paat K Log Rehten Hein.. Ish Samaaj Ko Samaaj Bnaye Rkhne Ka Mahatvapoorna Kaam Krthe Hai Samaj K Shilpakaar Yaani Shikshak.. Shikshak Samaaj K Aisey Shilpakaar Hain Jo Beena Kisi Moh K Ish Samaj Ko Sajathe Hein.. Aisey Shikshakon Ko Shi Sthaan Dilane K Liye Ham Hmare Bharat Mein Hi Nhi Poori Dooniya Shikshak Diwas Manathey Hain.

Har Saal Ham Bharatwaasi 5 September Ko Hi Shikshak Din Kyon Manathy Hain ?
Kyunki Bharat K Purva Rashtrapathi Dr. Sarvapalli Radhakrishnan K Janam Din Ko Hi Bharat K Shikshak Diwas K Rup Main Manaya Jaata Hai.. Unkey Janam Din Ko Shikshak Divas Manakr Ham Sab Bharat Waasi Dr.Radhakrishna K Prathi Samman Vyakt Krthen Hein.

Ish Vishesh Din Main, Main Dr. Sarvapalli Radhakrishna Ji K Sammaan Krte Hue Kuch Shabd Bolna Chahta Hoon.

Guru Ka Mahtav Kbhi Hoga Naa Kam
Bhale Kr Ley Kitni Bhi Unnati Ham
Waisey To Hain Internet Pe Har Prakaar Ka Gyaan,
Par Achey Burey Ki Nhi Hai Usey Pehchaan.